Urdu Love Poetry For Him Biography
Source(Google.com.pk)
Is Dafa To Barishein Rukti Nahin Faraz
Hum Ne Ansu Kia Piye K Saray Mosam Ro Paray....
Sunaa Hai Bole To Baaton Se Phul Jhharte Hain
Ye Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain
Sunaa Hai Raat Use Chaand Taktaa Rahtaa Hai
Sitaare Baam-E-Falak Se Utar Kar Dekhte Hain.....
Heart touching words of great poet Ahmed Faraz
Tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjthe Ho Faraz
Dost Hota Nahi Har Haath Milanay Waala......
Aaj wo bhi ro para meri bebasi dekh kar" Faraz"
Qasam jis ne khai thi mujhay barbad karnay ki...
Gham_e_Hayat ka jhagra mita raha hai koi
chalay aao k duniya se ja raha hai koi
azal se keh do k ruk jaye do ghari
suna hai aanay ka wada nibha raha hai koi
wo is naaz se bethay hain lash k paas
jessay roothay hue ko mana raha koi
palat kar na aa jaye phir sans nabzon mein
itnay haseen hathon se mayyat saja raha hai koi....
Es Sy Zyada Kya Doun Main Apni Wafa Ka Sabo0T"Minhas"
Us Ny Kaha Subha Sadiq Jaga Kr, Hum Ny Sona Chor Diya..
Wo Kehta Hai Mujhy
Tum Bhool Gay Ho..
Zindagi Hai To Jeenay Ki Ada Wajib Hai
Jeena Hai To Marne Ki Saza Wajib Hai..
Ap K Pyar Mein Tarapte Rahay Younhi
Khuda Kare Ye Rog Mar K Bhi Qaim Rahay..
Mera Junnon, Meri Dewangi, Meri Ibtada, Meri Inteha Ho Tum
Tujhe Kaise Samjhaen Bhala, Mere Liye Kya Kya Ho Tum..
Wah jnab aik aur khoobsurat klam jis ki jitni bhi tareef ki jaey kam hai
Slamat rahen aur apni shayri k gulab u hi mehkatey rahen...
Kuch safr-e-zeest bhi lamba tha,
Kuch ham bhi thora sust chaly,
Kuch ham hi apny dushman thy,
Kuch dushman ham ko boht mily,
Kuch ham manzil ko bhool gay,
Kuch rasty ham ko sakht mily,
Aur aaj ye apni halat hai,
Har simt andhera chaya hai,
Har simt hai chaayi veerani,
Har simat isi ka saya hai,
Is dasht main ham ny kya khoya,
Is raah main ham ny kia paya,
Jab main ny is par ghor kia,
To man main soch ka dip jala,
Ik aag si dil main bharrak uthi,
Aur aankh main pani bharr aaya..Shaam hotey hi nigahon mein utar atey ho,
Dharrkan tere pairo’n ki dhamak lagti hai..
Mere hamsafar, mere saayeba’n,
Meri zindagi, mera kul jahan,
Hain raah hayaat ke silsley,
Kabhi furqtain, kabhi faasley,
Rahen tere sath rawaa’n dawaa’n,
Mere karwaan, mere kaafley,
Tu hi ru’bru, tu hi hai nihaa’n,
Mere hamsafar, mere saayeba’n,
Teri mulaqaat ki khawhishen,
Teri aarzuu, teri chahtein,
Shab-o-roz teri justujuu,
Tujhe dhoondti phiroon ku’bkuu,
Tu mera yakeen, to kaheen gumaa’n,
Mere hamsafar, mere saayeba’n..
Urdu Love Poetry For Him Love Poetry In Urdu Romantic 2 Lines For Wife By Allama Iqbal SMS Pics By Faraz 2014 Images

No comments:
Post a Comment