Monday 28 April 2014

Urdu Love Poetry In English Love Poetry In Urdu Romantic 2 Lines For Wife By Allama Iqbal SMS Pics By Faraz 2014 Images

Urdu Love Poetry In English Biography

Source(Google.com.pk)
Uss ki batain mujey khushbu ki tarah lagti hain ...
Uss ki batain mujey khushbu ki tarah lagti hain,
Phool jaisey koi sehra main khila karta hae,

Her speech is to be like perfumed scent,
Like a flower in the desert - blooming, 

- Ahmed Faraz
Posted by Hassan Bin Fahim at 08:10 No comments:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Wednesday, 9 April 2014

Kisey maloom tha ishq iss qadar lachaar karta hai ...
Kisey maloom tha ishq iss qadar lachaar karta hai,
Dil usey janta hai bewafa, magar pyar karta hai!

Who knew that love would leave us so powerless,
The heart knows her untrustworthy but loves her still
Posted by Hassan Bin Fahim at 14:15 1 comment:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Monday, 10 March 2014

Gham ki barish ne tere naqsh ko dhoya nahi ...
Gham ki barish ne tere naqsh ko dhoya nahi ...
Tu ne muje kho dia main ne tuje khoya nahi ...

The rain of sorrow has not washed away your mark ...
Me? Lost by you. You ? I have lost not ...
Posted by Hassan Bin Fahim at 11:16 1 comment:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Ye rim jim ye barish, ye awargi ka mosam ...
Ye rim jim ye barish, ye awargi ka mosam ...
Hamare bus mai hota tu tere pass chale aate ...

These drops of rain and weather ripe for procrastination ...
If only it was in our will to walk towards thee ...
Posted by Hassan Bin Fahim at 11:14 No comments:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Friday, 10 January 2014

Naa wafa ka zikar hoga, naaa wafa ki baat hogi ...
Naa wafa ka zikar hoga, naaa wafa ki baat hogi,
Ab muhabbat jis se bhi hogi, matlab ke sath hogi,

No word of loyalty, no speaking of faithfulness,
Who ever shall I love - I shall love in search of gain,
Posted by Hassan Bin Fahim at 08:21 1 comment:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Muhabbat main nahi hai farq jeenay aur marnay ka ...
Muhabbat main nahi hai farq jeenay aur marnay ka,
Usi ko daikh ker jeetay hain jis kafir per dum niklay,

In love, no difference between life and death,
By seeing one's killer does one live,
Posted by Hassan Bin Fahim at 05:32 2 comments:  
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

Maut tou naam se badnaam hai warna ...
Maut tou naam se badnaam hai warna, 
Dukh tou zindagi bhi boht daiti hai,

Death by name is in-famous although,
Pain -  life too gives a lot,

voh reeza reeza merey badan mein utar raha hai,
main qatra qatra usi ki aankh ko pi raha hon,

teri hatheeli pe kis ne likha hai qatal mera,
muje to lagta hai main tera dost b raha hon,

khuli hain ankhain magar badan hai tamam pather,
koi bataye main mar chuka hon ke Ji raha hon,

kahan milegi misaal meri sitamgari ki ?
k main gulabon ke zakham kanton se si raha hon,

na puch muj se ke shehar walon ka hal kia tha,
k main to khud apne ghar mein do gharri raha hon,

mila to beetey dinon ka sach uski ankh mein tha,
voh aashna jis se mudatton ajnabi raha hon,

bhula de muj ko ke be-vafayee baja hai laken,
ganva na muj ko ke main teri zindagi raha hon,

voh ajnabi ban ke ab miley b to kia hai 'Mohsin',
yeh naz kam hai ke main b us ka kabi raha hon.

mujko dass ley na kahin khaak basar sannata,

dasht e hasti mein shab e gum ki sehar karney ko,
hijar valon ne liya rakhat e safar sannata,

kis se puchon k kahan hai mera roney vala,
is taraf mein hon, merey ghar se udhar sannata,

tu sadaaon k bhanvar mein muje avaz to dey,
tuj ko dey ga merey honey ki khabar sannata,

us ko hungama manzil ki khabar kia do gey ?
jis ne paya ho sir e rahguzar sannata,

hasil kunj e qufas , veham bakaf tanhai,
ronaq e shaam e safar , ta ba sehar sannata,

qismat e sha'ir e seemaab sifat , 
dasht ki mout,qeemat e reeza almaas e hunar sannata,

Chaarah gar haar gaya ho jaise,
Ab to marna hi dawa ho jaise,
Mujh se bichhrha tha woh pahle bhi magar,
Ab ke yeh zakhm naya ho jaise,
Mere maathe pe yeh payar ka haath,
Rooh per daste saba ho jaise,
Yo'n bhi hans ke mila tha lekin,
Dil hi dil me'n woh khafa ho jaise,
Sar chhupaye'n to badan khulta hai,
Zeest muflis ki rada ho jaise.

No comments:

Post a Comment